Descargar APP gratis en APP Store 4l3133
Descargar APP gratis en Play Store
Yeh kahani hai Rajesh ki ek ladka jo apni nani ki tabiyat kharab hone par Jaipur jaata hai, lekin...
Yeh kahani hai Rajesh ki ek ladka jo apni nani ki tabiyat kharab hone par Jaipur jaata hai, lekin is safar mein uska samna hota hai bachpan ki un yaadon se jo usne kab kahein chhod di thi. Railgadi, choti si umar ki dar, aur sabse khaas uski Nani, jinhone bina kahe uska pehla pyaar ban ke uski zindagi ko chhoo liya tha. Aur jab maut ke darwaze par khadi Nani, uske haathon se ek chammach daal kha kar muskurati hain… toh samajh aata hai asli pyaar na waqt bhoolta hai, na wajah maangta hai. Ek kahani jo yaad dilati hai: kuch rishtey sirf banane nahi, nibhane ke liye hote hain.